Shri Batuk Bhairav

Om Hrim Bham Bhairavaya Namah

Shiv Shankar Ka Gungan Karo

November 7th, 2014

Om namas shivay om namas shivay
Om namas shivay om namas shivay
Om namas shivay namas shivay
Om namas shivay namas shivay
Om namas shivay namas shivay om namas shivay

Jivan jyotirmay ho jaye jyotirlingo ka dhyan karo
Shiv shankar ka gungaan karo

Om namas shivay om namas shivay
Om namas shivay om namas shivay
Om namas shivay namas shivay
Om namas shivay namas shivay
Om namas shivay namas shivay om namas shivay

Usne hi jagat banaya hai kan kan me wahi samaya hai
Usne hi jagat banaya hai kan kan me wahi samaya hai
Dukh bhi sukh sahi betega sar par jab shiv ki chaya hai
Bolo har har har mahadev har mushkil ko aasan karo
Shiv shankar ka gungan karo

Om namas shivay om namas shivay
Om namas shivay om namas shivay
Om namas shivay namas shivay
Om namas shivay namas shivay
Om namas shivay namas shivay om namas shivay

Shankar tho hai antaryami bhakto ke liya sakha se hai
Shankar tho hai antaryami bhakto ke liya sakha se hai
Bhagwan bhav ke bhuke hai bhagwaan prem ke pyase hai
Man ke mandir me isiliye shiv mandir ka nirman karo
Shiv shankar ka gungan karo

Om namas shivay om namas shivay
Om namas shivay om namas shivay
Om namas shivaay namas shivaay

Shiv shankar ka gungan karo shiv bhakti ka raspan karo
Jivan jyotirmay ho jaye jyotirlingo ka dhyan karo
Shiv shankar ka gungan karo

Om namas shivay om namas shivay
Om namas shivay om namas shivay
Om namas shivay namas shiva
Om namas shivay namas shiva
Om namas shivay namas shiva om namas shivay
Om namas shivay namas shiva
Om namas shivay namas shiva
Om namas shivay namas shiva om namas shivay

Subah Subah Le Shiv Ka Nam

November 7th, 2014

Subah subah le shiv ka nam, karle bande ye subh kam
Subah subah le shiv ka nam, karle bande ye subh kam
Subah subah le shiv ka nam, shiv aayenge tere kam
Subah subah le shiv ka nam, karle bande ye subh kam

Om nama shivay om nama shivay
Om nama shivay om nama shivay

Khud ko rakh lapete firte, oro ko dete dhan dhan
Khud ko rakh lapete firte, oro ko dete dhan dhan
Dewo ke hit bish pee dala, neel kanth ko koti parnam
Neel kanth ko koti parnam

Subah subah le shiv ka nam, shiv aayenge tere kam
Subah subah le shiv ka nam, karle bande ye subh kam
Om nama shivay om nama shivay
Om nama shivay om nama shivay

Shiv ke charno me milte hai, sari tirth charo dham
Shiv ke charno me milte hai, sari tirth charo dham
Karni ka sukh tere hatho, shiv ke hatho me parinam
Shiv ke hatho me parinam

Subah subah le shiv ka nam, shiv aayenge tere kam
Subah subah le shiv ka nam, karle bande ye subh kam
Om nama shivay om nama shivay
Om nama shivay om nama shivay

Shiv ke rahte kaisi chinta, sath rahe parbhu aatho yam
Shiv ke rahte kaisi chinta, sath rahe parbhu aatho yam
Shiv ko bhajle sukh payega, man ko aayega aaram
Man ko aayega aaram

Subah subah le shiv ka nam, shiv aayenge tere kam
Subah subah le shiv ka nam, karle bande ye subh kam
Om nama shivay om nama shivay
Om nama shivay om nama shivay

Man Mera Mandir Shiv Meri

November 7th, 2014

Satya hai ishwar shiv hai jeewan
Sundar ye sansar hai teeno lok hai tujhme teri
Maya apram par hai

Man mera mandir shiv meri pooja
Bol satyam shivam bol tu sundaram
Man mere shiv ki mahima ke gun gaye ja
Man mera mandir shiv meri pooja
Shiv se bada nahi koi duja

Bol satyam shivam bol tu sundaram
Man mere shiv ki mahima ke gun gaye ja
Man mera mandir shiv meri pooja
Shiv se bada nahi koi duja

Parvati jab sita bankar jai shri ram ke sammukh aai
Parvati jab sita bankar jai shri ram ke sammukh aai
Ram ne unko mata kahkar shiv shankar ki mahima gaai
Shiv bhakti mein sab kuchh sujha shiv se bada nahi koi duja

Bol satyam shivam bol tu sundaram
Man mere shiv ki mahima ke gun gaye ja
Man mera mandir shiv meri pooja
Aa aa aa aa

Teri jata se nikli ganga aur ganga ne bhishm diya hai
Teri jata se nikli ganga aur ganga ne bhishm diya hai
Tere bhakto ki shakti ne sare jagat ko jeet liya hai
Tujhako sab devo ne puja shiv se bada nahi koi duja

Bol satyam shivam bol tu sundaram
Man mere shiv ki mahima ke gun gaye ja
Man mera mandir shiv meri pooja
Shiv se bada nahi koi duja

Bol satyam shivam bol tu sundaram
Man mere shiv ki mahima ke gun gaye ja
Man mera mandir shiv meri pooja
Man mera mandir shiv meri pooja

Milta Hai Sacha Sukh Keval

November 7th, 2014

Chahe bairi sab sansar bane, chahe jiwan mujh par bhar bane
Chahe maut gale ka har bane, rahe dhyan tumhare charno me

Chahe agni me mujhe jalna ho, chahe kato pe mujhe chalna ho
Chahe agni me mujhe jalna ho, chahe kato pe mujhe chalna ho
Chahe chod ke desh nikalna ho, rahe dhyan tumhare charno me

Milta hai sacha sukh keval, shivji tumhare charno me
Ye vinti hai pal chin chin ki, rahe dhyan tumhare charno me

Chahe sankat ne mujhe ghera ho, chahe charo or andhera ho
Chahe sankat ne mujhe ghera ho, chahe charo or andhera ho
Par man nahi dagmag mera ho, rahe dhyan tumhare charno me

Milta hai sacha sukh keval, shivji tumhare charno me
Ye vinti hai pal chin chin ki, rahe dhyan tumhare charno me

Jivha par tera nam rahe, tera dhyan subah or sham rahe
Teri yad to aatho dham rahe, rahe dhyan tumhare charno me

Milta hai sacha sukh keval, shivji tumhare charno me
Ye vinti hai pal chin chin ki, rahe dhyan tumhare charno me
Chahe bairi sab sansar bane, chahe jiwan mujh par bhar bane
Chahe maut gale ka har bane, rahe dhyan tumhare charno me
Rahe dhyan tumhare charno me, rahe dhyan tumhare charno me
Rahe dhyan tumhare charno me

Hey Bhole Hey Bhole

November 7th, 2014

Hey bhole hey bhole shankar padharo

Ganga jatta mei tumhari

ho ho ganga jatta me tumhari, hum pyase yaha
maha sati ke pati, meri suno bhandana

hey bhole shankar padharo, bolo chupe ho kaha
ao mukti ke data ho…
ao mukti ke data, pada sankat yaha
maha sati ke pati, bolo chupe ho kaha
hey bhole….

Bhagirat ko ganga, prabhu tune de thi
Sadar ji ke putro ko mukti milli
Nil kant mahadev hume hai bharosa
Icha tumhare bin kuch bhi na hota

Hey bhole shambhu padharo
Hey gauri shankar padharo, kisne roka waha
Ao bhasmas ramiya, sabko taj ke yaha
Ao bhasmas ramiya, sabko taj ke yaha
Hey bole

Mere tapasya ka phal chahe lelo
Ganga jal ab apne bhakto ko dedo
Pran pakheru kahi pyasa udh jaye na
Koi tere karuna pe ugli uthaye na

Biksha mai mangu jan kaliyan ki
Biksha mai mangu jan kaliyan ki
Isha karo puri janga sanan ki

Ab na dher karo, aake kast haro
Mere baat rak lo, mere laaz rak lo
Hey bhole ganjdhar padharo
Hey bhole vish dhar padharo, dor tut gaye na
Mera jag me nahi koi tere bina
Mera jag me nahi koi tere bina
Hey bole…..

Nandi ki saugand tumhe vasta kialash ka
Bujhane na dene diya mere viswaash ka
Puri yadi aaj na hui manokamna
Hey din bandhu sada tera naam na

Hey bhole nath padharo
Hey umanath padharo tumame sara jaha

Aao maha sanyasi ab to aa jao na
Hey bhole

Shiv Shankar Ko Jisne Puja

November 7th, 2014

Shiv shankar ko jisne puja uska hi udhar hua

Bhole shankar ki puja karo
Dhayan charno mein iske dharo

Shiv shankar ko jisne puja uska hi udhar hua-
Shiv shankar ko jisne puja uska hi udhar hua-
Ant kaal ko bhavsagar mein uska beda paar hua
Bhole shankar ki puja karo
Dhayan charno mein iske dharo

Har har mahadev shiv shambu……
Har har mahadev shiv shambu……

Damro vala hai jag mein dayalu bada
Dindukhiyo ka data jagat ka pita
Damro vala hai jag mein dayalu bada
Dindukhiyo ka data jagat ka pita

Sab pe karta hai yeh bhola shanker daya
Sab ko deta hai yeh aashara
Sab ko deta hai yeh aashara

In pawan charno mein arpan aakar jo ek baar hua
Ant kaal ko bhavsAagar mein uska beda paar hua
Om namo shivay namo

Har har mahadev shiv shambu……
Har har mahadev shiv shambu……

Naam uncha hai sabse mahadev ka
Vandana iski karte hain sab devta..
Naam uncha hai sabse mahadev ka
Vandana iski karte hain sab devta..

Iski puja se vardan pate hain sab
Shakti ka daan pate hain sab..
Shakti ka daan pate hain sab..

Nag asur prani sab par hi bhole ka upkar hua
Nag asur prani sab par hi bhole ka upkar hua
Ant kaal ko bhavsagar mein uska beda paar hua

Shiv shankar ko jisne puja uska hi udhar hua
Shiv shankar ko jisne puja uska hi udhar hua
Ant kaal ko bhavsagar mein uska beda paar hua

Bhole shankar ki puja karo
Dhayan charno mein iske dharo

Shiv shankar ko jisne puja uska hi udhar hua
Shiv shankar ko jisne puja uska hi udhar hua
Ant kaal ko bhavsagar mein uska beda paar hua

Shiv shankar ko jisne puja uska hi udhar hua
Shiv shankar ko jisne puja uska hi udhar hua
Ant kaal ko bhavsagar mein uska beda paar hua

Bhole shankar ki puja karo
Dhayan charno mein iske dharo

Hey shambhu baba

November 7th, 2014

Shiv nam se hai jagat mein ujala
Hari bhakto ke hai man mein shivala

Hey shambhu baba mere bhole nath
Teeno lok mein tu hi tu
sardha suman mera man bin patri
Jeewan bhi arpan kar dun

Hey shambhu baba mere bhole nath
Teeno lok mein tu hi tu
Sardha suman mera man bin patri
Jeewan bhi arpan kar dun
Hey shambhu baba mere bhola nath
Teeno lok me tu hi tu

Jag ka swami hai tu antaryami hai tu
Mere jeewan ki anmit kahani hai tu
Teri shakti apar tera pawan hai dwar
Teri pooja hi mera jeewan aadhar
Dhul tere charno ki lekar jeewan ko sakar kiya

Hey shambhu baba mere bhola nath
Teeno lok me tu hi tu
Man mein hai kamna kuch main or janu na
Jindagi bhar karu teri aaradhna sukh ki pahchan de
Tu mujhe gyan de prem sabse karu aisa wardan de
Tune diya bal nirbal ko agyani ko gyan diya

Hey shambhu baba mere bhola nath
Teno lok me tu hi tu
Hey shambhu baba mere bhola nath
Teeno lok me tu hi tu
Sardha suman mera man bin patri
Jeewan bhi arpan kar du
Hey shambhu baba mere bhola nath
Teeno lok me tu hi tu

Hey shambhu baba mere bhola nath
Teno lok me tu hi tu
Hey shambhu baba mere bhola nath
Teeno lok me tu hi tu

Maa sherawaliye tera sher aa gaya

November 7th, 2014

Jai mata di jai mata di jai mata di

Maa sherawaliye tera sher aa gaya
Apne khun se nahlane tera beta aa gaya
Maa sherawaliye tera sher aa gaya
Apne khun se nahlane tera beta aa gaya

Maa sherawaliye maa jyotawaliye
Maa mehrawaliye maa laatawaliye

Mujhe mila tera sang mai to ho gaya hu dang
Uthi aisi tarnag chadha bhakti ka rang
Kahe man ki umang dil hua hai malang
Jhume mera ang ang mujhe diya tune rang

Jai mata di jai mata di jai mata di
Jai mata di jai mata di jai mata di

Mata teri chithi aa gayi hai pyar di
Mata teri chithi aa gayi hai pyar di
Zind meri aayi hai chhalanga maardi

Jai mata di jai mata di jai mata di
Jai mata di jai mata di jai mata di

Dekha jo tujhe dekhta hi rah gaya
Dekha jo tujhe dekhta hi rah gaya
Mera hal ye mai tere pairi pai gaya
Bhet chadhane tera beta aa gaya
Apne khun se nahlane tera beta aa gaya

Maa sherawaliye tera sher aa gaya
Apne khun se nahlane tera beta aa gaya
Maa sherawaliye maa jyotawaliye
Maa mehrawaliye maa latawaliye

Tere baju hai hazar tere baju talwar
Kayi shumbh nishumbh tune diye sahar
Teri shakti apar sun bete ki pukar
Teri sharan me aaya kar beda mera par

Jai mata di jai mata di jai mata di
Jai mata di jai mata di jai mata di

Bin mange puri ki hai tune aarzu
Bin mange puri ki hai tune aarzu
Jaha dekhu aati hai najar mujhe tu

Jai mata di jai mata di jai mata di
Jai mata di jai mata di jai mata di

Jan ye nichhawar mai tujhpe kardu
Jan ye nichhawar mai tujhpe kardu
Kam tere aa jaye mera ye lahu

Karz chukane tera beta aa gaya
Apne khun se nahlane tera beta aa gaya

Maa sherawaliye tera sher aa gaya
Maa sherawaliye maa jyotawaliye
Maa mehrawaliye maa laatawaliye

Jai mata di jai mata di jai mata di
Jai mata di jai mata di jai mata di

Ho maa sherawaliya

jai mata di jai mata di jai mata di
jai mata di jai mata di jai mata di

Mithi mithi mere sanware ki – Saurabh madhukar

November 7th, 2014

Mithi mithi mere sanware ki
Mithi mithi mere sanware ki murli baaje, mithi murli baaje
Hokar shyam ki diwaani radha rani naache
Hokar shyam ki diwaani radha rani naache –

Mithi mithi mere sanware ki murli baaje, pyari banshi baaje
Hokar shyam ki diwaani radha rani naache
Hokar shyam ki diwaani radha rani naache

Chhoto so kanhaiyo mero bansuri bajaave
Chhoto so kanhaiyo mero bansuri bajaave
Yamuna kinare dekho ras rachaave
Yamuna kinare dekho ras rachaave

Pakdi radhe ji ki baiyya ooo.
Pakdi radhe ji ki baiyya ooo.
Dekho ghoomar ghaale
Dekho ghoomar ghaale
Hokar shyam ki diwaani radha rani naache

Mithi mithi mere sanware ki murli baaje, pyari banshi baaje
Hokar shyam ki diwaani radha rani naache
Hokar shyam ki diwaani radha rani naache

Chham chham baaje dekho radhe ki paijaniya
Chham chham baaje dekho radhe ki paijaniya
Naache re kanhio mero chhod ke muraliya
Naache re kanhio mero chhod ke muraliya

Radhe sang mein nain ladaave ooo…
Radhe sang mein nain ladaave ooo…
Naache sange sange
Naache sange sange
Hokar shyam ki diwaani radha rani naache
Hokar shyam ki diwaani radha rani naache

Mithi mithi mere sanware ki murli baaje, pyari banshi baaje
Hokar shyam ki diwaani radha rani naache
Hokar shyam ki diwaani radha rani naache

Ekadantaya vakratundaya

November 6th, 2014

गणनायकाय गणदेवताय गणाध्यक्षाय धीमहि ।
गुणशरीराय गुणमण्डिताय गुणेशानाय धीमहि ।
गुणातीताय गुणाधीशाय गुणप्रविष्टाय धीमहि ।
एकदंताय वक्रतुण्डाय गौरीतनयाय धीमहि ।
गजेशानाय भालचन्द्राय श्रीगणेशाय धीमहि ॥

Gana nayakaya gana-devataya gana dhyakShaya dhimahi |
Guna shariraya guna manditaya gune shanaya dhimahi |
Guna titaya guna dhishaya guna pravishtaya dhimahi |
Ek-dantaya vakra tundaya gauri tanayaya dhimahi |
Gaje shanaya bhala chandraya shri ganeshaya dhimahi ||

गानचतुराय गानप्राणाय गानान्तरात्मने ।
गानोत्सुकाय गानमत्ताय गानोत्सुकमनसे ।
गुरुपूजिताय गुरुदेवताय गुरुकुलस्थायिने ।
गुरुविक्रमाय गुह्यप्रवराय गुरवे गुणगुरवे ।
गुरुदैत्यगलच्छेत्रे गुरुधर्मसदाराध्याय ।
गुरुपुत्रपरित्रात्रे गुरुपाखण्डखण्डकाय ।
गीतसाराय गीततत्त्वाय गीतगोत्राय धीमहि ।
गूढगुल्फाय गन्धमत्ताय गोजयप्रदाय धीमहि ।
गुणातीताय गुणाधीशाय गुणप्रविष्टाय धीमहि ।
एकदंताय वक्रतुण्डाय गौरीतनयाय धीमहि ।
गजेशानाय भालचन्द्राय श्रीगणेशाय धीमहि ॥

Gana chaturaya gana-pranaya gananta ratmane |
Ganotsukaya ganamattaya ganotsuka manase |
Guru pujitaya guru devataya guru kula sthayine |
Guru vikramaya guhya pravaraya gurave guna gurave |
Guru daityagalachchhetre guru dharma sada radhyaya |
Guru putra paritratre guru pakhanda khandakaya |
Gita saraya gita tattvaya gita gotraya dhimahi |
Gudh gulphaya gandha mattaya go jaya pradaya dhimahi |
Guna titaya Guna dhishaya guna pravishtaya dhimahi |
Ek dantAya vakra tundaya gauri tanayaya dhimahi |
Gaje shanaya bhala chandraya shri ganeshaya dhimahi ||

ग्रन्थगीताय ग्रन्थगेयाय ग्रन्थान्तरात्मने ।
गीतलीनाय गीताश्रयाय गीतवाद्यपटवे ।
गेयचरिताय गायकवराय गन्धर्वप्रियकृते ।
गायकाधीनविग्रहाय गङ्गाजलप्रणयवते ।
गौरीस्तनन्धयाय गौरीहृदयनन्दनाय ।
गौरभानुसुताय गौरीगणेश्वराय ।
गौरीप्रणयाय गौरीप्रवणाय गौरभावाय धीमहि ।
गोसहस्राय गोवर्धनाय गोपगोपाय धीमहि ।
गुणातीताय गुणाधीशाय गुणप्रविष्टाय धीमहि ।
एकदंताय वक्रतुण्डाय गौरीतनयाय धीमहि ।
गजेशानाय भालचन्द्राय श्रीगणेशाय धीमहि ॥

Granth gitaya granth geyaya granthantaratmane |
Gita linaya gitashrayaya gita vadya patave |
Geya charitaya gayaka varaya gandharva priya krite |
Gayakadhina vigrahaya ganga jala pranyavate |
Gauri stanandhayaya gauri hridaya nandanaya |
Gaura bhanu sutaya Gauri ganeshvaraya |
Gauri pranayaya gauri pravanaya gaura-bhAvAya dhImahi |
Go sahasraya Go vardhanaya gopa gopaya dhimahi |
Guna titaya guna dhishaya guna pravishtaya dhimahi |
Ek dantaya vakra tundaya gauri tanayaya dhimahi |
Gaje shanaya bhala chandraya shri ganeshaya dhimahi ||