Shri Batuk Bhairav

Om Hrim Bham Bhairavaya Namah

Tere Darbar Mein Maiya Khushi

November 10th, 2014

Teri chhaya me tere charno me
Magan ho baithu tere bhakto me

Tere darbar mein maiya khushi milati hai
Tere darbar mein maiya khushi milati hai
Jindagi milti hai roto ko hasi milti hai
Tere darbar mein

Ek ajab si masti tan man pe chhati hai
Ek ajab si masti tan man pe chhati hai
Har ek juba tere o maiya geet gati hai

Bajate sitaro se meethi pukaro se
Bajate sitaro se meethi pukaro se
Gooje jaha sara tere uche jai karo se
Masti mein jhumein tera dar chume
Tere charo taraf duniya ye ghume

Aisi masti bhi bhala kay kahi milti hai
Aisi masti bhi bhala kay kahi milti hai
Jindagi milti hai roto ko hasi milti hai
Tere darbar mein

O meri shero waali maa teri har baat achchhi hai
Meri shero waali maa teri har baat achchhi hai
Karani ki puri hai mata meri sachhi hai
Shukh dukh batati hai apna banati hai
Shukh dukh batati hai apna banati hai
Mushkil mein ho bachche to maa hi kaam aati hai

Raksha karti hai bhakt apne ki
Baat sachchi karti unke sapno ki
Saari duniya ki daulat yahi milti hai
Jindagi milti hai roto ko hasi milti hai
Tere darbar mein

Rota hua aaye jo hasata hua jata hai
Rota hua aaye jo hasata hua jata hai
Man ki murado ko vo pata hua jata hai
Kismet ke maro ko rogi bimaro ko
Kismet ke maro ko rogi bimaro ko
Kar de bhala changa apne dularo ko

Pap kat jaye charan chhune se
Mahkati hai duniya maa ke dune se
Fir to maa aisi kya kahin milti hai
Fir to maa aisi kya kahin milti hai
Jindagi milti hai roto ko hansi milati hai
Tere darbar mein
Tere darbar mein maiya khushi milati hai
Tere darbar mein maiya khushi milati hai

Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani

November 10th, 2014

Darbaar Tera Darbaaro Me Ek Khaas Ahamiyat Rakhta Hai
Usko Vaisa Mil Jata Hai Jo Jaisi Niyat Rakhta Hai

Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani

Bada Nyara Saja Tera Dwar Bhawani
Nyara Saja Tera Dwar Bhawani

Bhakto Ki
Yaha Bhakto Ki
Tere Bhakto Ki
Bhakto Ki Lagi Hai Katar Bhawani
Bhakto Ki Lagi Hai Katar Bhawani

Bada Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani

Unche Parvat Bhawan Niraala
Unche Parvat Bhawan Niraala

Unche Parvat Bhawan Niraala
Unche Parvat Bhawan Niraala

Aake Sheesh Navave Bhawani
Sheesh Navave Bhawani

Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani

Jagmag Jagmag Jyot Jage Hai
Jagmag Jagmag Jyot Jage Hai
O Jagmag Jagmag Jyot Jage Hai

Tere Charno Me Ganga Ki Dhaar Bhawani
Charno Me Ganga Ki Dhaar Bhawani

Tere Bhakto Ki Lagi Hai Katar Bhawani
Bhakto Ki Lagi Hai Katar Bhawani
Bhakto Ki Lagi Hai Katar Bhawani

Lal Chunariya Lal Lal Chooda
Lal Chunariya Lal Lal Chooda

Lal Chunariya Lal Lal Chooda
Lal Chunariya Lal Lal Chooda

Gale Lal Phoolo Ke Sohe Haar Bhawani
Lal Phoolo Ke Sohe Haar Bhawani

Bada Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani

Savan Mahina Maiya Jhoola Jhoole
Savan Mahina Maiya Jhoola Jhoole

Savan Mahina Maiya Jhoola Jhoole
Savan Mahina Maiya Jhoola Jhoole
Savan Mahina Maiya Jhoola Jhoole
Savan Mahina Maiya Jhoola Jhoole

Dekho Roop Kanjko Ka Dhaar Bhawani
Roop Kanjko Ka Dhaar Bhawani

Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani

Pal Me Bharti Jholi Khaali
Pal Me Bharti Jholi Khaali
Pal Me Bharti Jholi Khaali
Pal Me Bharti Jholi Khaali

Tere Khule Daya Ke Bhandaar Bhawani
Khule Daya Ke Bhandaar Bhawani

Tere Bhakto Ki Lagi Hai Katar Bhawani
Bhakto Ki Lagi Hai Katar Bhawani

Lakhaa Ko Hai Tera Sahara
Hum Sab Ko Hai Tera Sahara
Lakhaa Ko Hai Tera Sahara
Hum Sab Ko Hai Tera Sahara

Karde Apne Saral Ka Beda Paar Bhawani
Karde Saral Ka Beda Paar Bhawani

Bada Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani

Bhakto Ki
Tere Bhakto Ki Lagi Hai Katar Bhawani
Lakhaa Ko Hai Tera Sahara
Hum Sab Ko Hai Tera Sahara

Bhakto Ki Lagi Hai Katar Bhawani

Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani

Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawan
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawan

Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawani
Pyara Saja Hai Tera Dwar Bhawan

Jay Ambe Jagadambe Maa

November 10th, 2014

Jay ambe jagadambe maa tere dam se hai duniya
Jay ambe jagadambe maa tere dam se hai duniya
Teri mahima koyi na jane tujhse kon bacha hai yaha
Jay ambe jagadambe maa tere dam se hai duniya
Teri mahima koyi na jane tujhse kon bacha hai yaha

Drishti daya ki jispe dale tu uska uddhar kare
Jan kalyani bhav sagar se sabaka beda paar kare
Khali jholi bharne wali kisko de de kab kitna

Teri mahima koyi na jane tujhse kon bacha hai yaha
Jay ambe jagadambe maa tere dam se hai duniya
Teri mahima koyi na jane tujhse kon bacha hai yaha

Andhere me banke ujala bhatake jano ko raah dikhaye
Maiya kar santo ki raksha shaitano ko aaj mita
Jalim ko aisi saja de rah na jaye koyi nishaa
Teri mahima koyi na jane tujhse kon bacha hai yaha
Jay ambe jagadambe maa tere dam se hai duniya
Teri mahima koyi na jane tujhse kon bacha hai yaha

He maa rani devi bhawani jyot jalaane aaya hu
Jyota wali mata kali tujhko manaane aaya hu
He maihar vaishnav durga chandi bas tere gun gaunga
Baras baras mai inn charno me shradha phul chadhaunga
He ruk jayega dar pe tere agar tufan bhi aayega
Mere sar pe hath hai tera mujhko kon mitayega

Karati Hu Tumhara Vrat Mai

November 10th, 2014

Karati hu tumhara vrat mai, swikaar karo ma
Manjhdhar me mai atki, beda paar karo ma
Beda paar karo ma
He ma santoshi, ma santoshi
Karati hu tumhara vrat mai, swikaar karo ma
Manjhdhar me mai atki, beda paar karo ma
Beda paar karo ma
He ma santoshi, ma santoshi

Bethi hu badi aasha se, tumhare darbar me
Bethi hu badi aasha se, tumhare darbar me
Kyo roye tumhari beti, ish nirday sansaar me
Paltado meri bhi kismat
Paltado meri bhi kismat, chamatkar karo ma
Manjhdhar me mai atki, beda paar karo ma
Beda paar karo ma
He ma santoshi, ma santoshi

Mre liye to band hai duniya ki sab rahe
Mere liye to band hai duniya ki sab rahe
Kalyan mera ho sakta hai ma aap jo chahe
Chinta ki aag se mera
Chinta ki aag se mera, uddhaar karo ma
Manjhdhar me mai atki, beda paar karo ma
Beda paar karo ma
He ma santoshi, ma santoshi

Durbhagya ki diwaar ko tum aaj hata do
Durbhagya ki diwaar ko tum aaj hata do
Maateshvari wapas mere saubhagya ko la do
Is abhagini nari se
Is abhagini nari se kuchh pyaar karo maan
Manjhdhar me mai atki, beda paar karo ma
Beda paar karo ma
He ma santoshi, ma santoshi

Karati hu tumhara vrat mai, swikaar karo ma
Manjhdhar me mai atki, beda paar karo ma
Beda paar karo ma
He ma santoshi, ma santoshi

Madad Karo Santoshi Mata

November 10th, 2014

Madad karo hey, madad karo hey
Meri izat ka sawal hai maa
Aaj nibhana apna naata mata, mata
Madad karo santoshi mata, madad karo santoshi mata

Mere liye zindagi aaj kal
Talvar ki dhar bane hai, talvar ki dhar bane hai, maa
Mere jiwan ke har kadam
Ab angar bane hai, ab angar bane hai, maa
Mujhe chita me aag jala do
Mujhe chita me aag jala do
Aye mere bhagae vidhata mata, mata
Madad karo santoshi mata, madad karo santoshi mata

Mujhse mat rutho janni
Meri bigadi bat banao, meri bigadi bat banao, maa
Mere mathe se kalnak ka kala daag mitao
Kala daag mitao maa
Siva tumhare koi sahara, siva tumhare koi sahara
Mujhe nazar me nahi aata mata, mata
Madad karo santoshi mata, madad karo santoshi mata

Hey jagdamba taro mujhko, duniya de rahi tana
Ye duniya de rahi tana, o maa imthaan lene ko khada hai
Dusman ban ke jamana, dusman ban ke jamana, o maa
Aaj kahi badnaam na hove, aaj kahi badnaam na hove
Mera tumhara yaha naata mata, mata
Madad karo santoshi mata, madad karo santoshi mata
Madad karo hey, madad karo hey

Jai Santoshi Maa

November 10th, 2014

Apanee santoshee ma
Apanee santoshee ma
Jal me bhee thal me bhee
Chal me achal me bhee atal vital me bhee ma
Apanee santoshee ma
Apanee santoshee ma

Yaha waha jaha taha mat puchho
Kaha kaha hai santoshee ma
Apanee santoshee ma
Apanee santoshee ma

Badee anokhe chamatkarnee
Yeh apanee maie
Yeh apanee maie
Yeh apanee maie
Rai ko parvat kar saktee parvat ko rayee
parvat ko rayee
parvat ko rayee

Duwar khula darbar khula hai
Aao baahe bhayee isake dar
Kabhee daya kee kamee nahee aayee
daya kee kamee nahee aayee

Pal me nihal kare dukh ko nikar kare
Pal me nihal kare dukh ko nikar kare
Torat kamal kare
Apanee santoshee ma
Apanee santoshee ma

Yaha waha jaha taha mat puchho
Kaha kaha hai santoshee ma apanee
Santoshee ma apanee santoshee ma

Iss amba me jagdamba
Me Gajab kee hai saktee
Gajab kee hai saktee
Gajab kee hai saktee

Chinta me dhube huye
Logo karlo isake bhaktee
karlo isake bhaktee
karlo isake bhaktee
Apna jivan saup do isko palo re muktee
Suk sampattee kee data
Yeh ma yeh kya nahee kar saktee
ma yeh kya nahee kar saktee

Bigadee banane walee dukhade mitane walee
Bigadee banane walee dukhade mitane walee
Kasst hatane walee apanee santoshee ma

Yaha waha jaha taha mat puchho
Kaha kaha hai santoshee ma
Apanee santoshee ma
Apanee santoshee ma

Gauri sut ganpati kee beti Yeh hai badee bholee
Yeh hai badee bholee
Yeh hai badee bholee
Dekh dekh ke iske mukdra har ek disha dolee
har ek disha dolee
har ek disha dolee

Aao re bhakto yeh mata hai sab kee hamjolee
Joh mangoge tumhe milenge bhar lo re jholee
Suno re bhai bhar lo re jholee
Ujwal ujwal nirmal nirmal ujwal ujwal
Nirmal nirmal sundar sundar maa

Apanee santoshee ma
Apanee santoshee ma

Yaha waha jaha taha mat puchho
Kaha kaha hai santoshee ma apanee
Santoshee ma apanee santoshee ma
Apanee santoshee ma
Apanee santoshee ma.

Mangal Bhavan Amangal Hari

November 9th, 2014

Mangal bhavan amangal hari
Drabahu sudasarath achar bihari
Ram siya ram siya ram jay jay ram
Ram siya ram siya ram jay jay ram

Ho jiy bin dhey nadi bin pari
Kaisi anath purush bin nari
Ram siya ram siya ram jay jay ram
Ram siya ram siya ram jay jay ram

Tumte adhik punha bada kaki
Rajan ram sarit sut jaki
Ram siya ram siya ram jay jay ram
Ram siya ram siya ram jay jay ram

Ram siya ram siya ram jay jay ram
Ram siya ram siya ram jay jay ram

Ho hoihai tahi jo ram rach rakha
Ko kari karat badawai sakha
Ram siya ram siya ram jay jay ram
Ram siya ram siya ram jay jay ram

Ho jehi pe jehi per satya sanehu
Sotai n milai na kuchh sandehu
Ram siya ram siya ram jay jay ram
Ram siya ram siya ram jay jay ram

Ho mat -pita guru prabhu ke pani
vinahi bichar kari tabh jani
Ram siya ram siya ram jay jay ram
Ram siya ram siya ram jay jay ram

Ho, hari anant hari katha ananta
Kahahi sunahi bahuvidhi sab santa
Ram siya ram siya ram jay jay ram
Ram, ram siya ram siya ram jay jay ram
Ram siya ram siya ram jay jay ram

Amar Mera Suhag Rahe

November 9th, 2014

Choki pe lal kapda jiwan chunri laye hum
Hai asan pe choth mata inhe pujne aaye hum
Aamar mera suhag rahe mata tera anurag rahe
Amar mera suhag rahe mata tera anurag rahe

Milkar gaye jai jai kar mata karwa choth ki
Katha sunaye hum sakhi mata karwa choth ki
Katha sunaye hum sakhi mata karwa choth ki

Rup gun or shel me mera pati ram hai
Lakshman jaisa bhaiya hai ye bada hi mahan hai
Sada shiv ka dil hai usme mai shiv ki parwati
Milkar gaye jai jai kar mata karwa choth ki
Amar mera suhag rahe mata tera anurag rahe
Amar mera suhag rahe mata tera anurag rahe

Kanha Kanha Aan Padi

November 9th, 2014

Kanha, kanha aan padi mai tere dwar
Kanha, kanha aan padi mai tere dwar

Tu jise chahe aisi nahi mai
Ha teri radha jaisi nahi mai
Phir bhi hu kahti kahti nahi mai
Krishna mohe dekh to le ek bar

Kanha, kanha aan padi mai tere dwar
Kanha, kanha aan padi mai tere dwar

Bund hi bund mai pyar ki chunkar
Pyasi rahi par layi hu girdhar
Tut hi jaye aas ki gagar mohana
Aisi kakariya nahi maar
Kanha, kanha aan padi mai tere dwar
Kanha, kanha aan padi mai tere dwar

Mati ka roya swarn bana lo
Tan ko mere charno se laga lo
Murli samajh hatho me utha lo
Sochona kachu ab hai krishan murar
Kanha, kanha aan padi mai tere dwar

Mohe chadar samjh nihar
Chadar samjh nihar, chadar samjh nihar
Kanha, kanha aan padi mai tere dwar, tere dwar
Kanha, kanha aan padi mai tere dwar

Hey Bajrang Bali Hanuman

November 9th, 2014

Mangal murati raam dulare
Aan pada ab tere dwaare
Hey bajrang bali hanuman
Hey mahaveer karo kalyaan
Hey mahaveer karo kalyaan

Teeno lok tera ujiyara
Dukhiyon ka tune kaaj sanwara
Teeno lok tera ujiyara
Dukhiyon ka tune kaaj sanwara
Hey jagvandan kesri nandan
Hey jagvandan kesri nandan
Kast haro hey kripa nidhaan
Kast haro hey kripa nidhaan

Mangal murati raam dulare
Aan pada ab tere dwaare
Hey bajrang bali hanuman
Hey mahaveer karo kalyaan
Hey mahaveer karo kalyaan

Tere dwaare jo bhi aaya
Khali nahin koi lot aaya
Tere dwaare jo bhi aaya
Khali nahin koi lot aaya
Durgam kaaj banaavan haare
Durgam kaaj banaavan haare
Mangalmay di jo vardaan
Mangalmay di jo vardaan

Mangal murati raam dulare
Aan pada ab tere dwaare
Hey bajrang bali hanuman
Hey mahaveer karo kalyaan
Hey mahaveer karo kalyaan

Tera sumiran hanumat beera
Naase rog harey sab peera
Tera sumiran hanumat beera
Naase rog harey sab peera

Tera sumiran hanumat beera
Naase rog harey sab peera
Raam lakhan sita mann basiya
Saran pade ka kije dhyaan
Raam lakhan sita mann basiya
Saran pade ka kije dhyaan

Mangal murati raam dulare
Aan pada ab tere dwaare
Hey bajrang bali hanuman
Hey mahaveer karo kalyaan
karo kalyaan karo kalyaan