Shri Batuk Bhairav

Om Hrim Bham Bhairavaya Namah

Mala Sai Naam Ki - Shri Batuk Bhairav

Mala Sai Naam Ki

November 5th, 2014

Mai To Karu Yatra Nit Din Charo Dhaam Ki

Mere Gale Me Padi Hai Mala Sai Naam Ki

Sai Ka Mai Pujari Jane Ye Duniya Saari
Sai Ka Mai Pujari Jane Ye Duniya Saari
Upkar Unka Mujhper Unka Hun Mai Abhari
Upkar Unka Mujhper Unka Hun Mai Abhari
Mere Mann Me Basi Hai Chhavi Sai Ram Ki
Mere Mann Me Basi Hai Chhavi Sai Ram Ki,
Mai To Karu Yatra Nit Din Charo Dhaam Ki
Mai To Karu Yatra Nit Din Charo Dhaam Ki

Karta Jo Unki Bhakti Har Dukh Se Milti Mukti

Sai Hai Mere Swami Adbhut Hai Unki Sakti

Sai Sai Ki Ratt Hai Ji Badi Kaam Ki
Sai Sai Ki Ratt Hai Ji Badi Kaam Ki

Mai To Karu Yatra Nit Din Charo Dhaam Ki
Mai To Karu Yatra Nit Din Charo Dhaam Ki
Sai Ko Jab Pukara Uss Pal Mila Sahara
Sai Ko Jab Pukara Uss Pal Mila Sahara
Pal Bhar Mein Bhav Se Usko Dekho Mila Kinara

Sai Murat Mein Hai Surat Ghanshayam Ki
Sai Murat Mein Hai Surat Ghanshayam Ki
Mai To Karu Yatra Nis Din Charo Dhaam Ki

Diffusé par Adcash

Your email address will not be published. Required fields are marked *

*

Shri Batuk Bhairav

Om Hrim Bham Bhairavaya Namah

copyright © batukbhairav.com 2013
•  All rights reserved.
Website development & Promotion by